Showing posts with label Nadeem Sarwar Noha Lyrics 2018. Show all posts
Showing posts with label Nadeem Sarwar Noha Lyrics 2018. Show all posts
https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html
class='post hentry'>
''''''''''''''
https://www.humaliwalayazadar.com/2019/10/imamia-jantri-2020.html

Karbala Mashallah Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2018

  Labbaik ya hussain..



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



zinda jaha’n mein taaba qayamat hai karbala



sadaat e karbala ki amanat hai karbala



duniya ke har ghareeb ki izzat hai karbala



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)

Jannat e maa karbala, rooh e azaa karbala..(2)



noor e khuda karbala, baab e dua karbala..(2)



khaak e shifa karbala, ghum ki dawa karbala, jannat e maa karbala..(2)



jannat e maa karbala..(6)

Karbobala khoon e Mohammad se saji hai



Karbobala ishq e hussain ibn e ali hai



teri zamee’n mo’alla..(4)



Karbala karbala masha’allah..(4)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

1. Aao chale karbala..(2)



banke safeer e azaa..(2)



sarpe ho parcham khula..(2)



ishq e azaa saath rahe



ashko ki barsaat rahe



haatho mein bus haath rahe



teri zamee’n mo’alla..(4)



nainawa nainawa mashallah..(2)

tu rahegi sadaa insha’allah..(3)



Mashallah mashallah karbala..(4)



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

2. Karbobala khaak thi..(2)



khaak ko izzat mili..(2)



khaak e shifa bangayi..(2)



aaye hussain ibn e ali



surat e gulzar saji



ghazi ki jageer bani



teri zamee’n mo’alla..(4)



marhaba marhaba mashallah..(2)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)


Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

3. Hum tere zawwar hai..(2)



tere azadaar hai..(2)



khadim e darbaar hai..(2)



nara e labbaik mera



matam e shahe shohada



lo mai chala karbobala



teri zamee’n mo’alla..(4)



shukriya shukriya mashallah..(2)



tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)



Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)



Jiye shaah, jiye shaah..(2)

4. Meri dawa karbala..(2)



meri shifa karbala..(2)


meri baqa karbala..(2)


daulat e maa karbobala


quwwat e maa karbobala


izzat e maa karbobala


teri zamee’n mo’alla..(4)


rehnuma rehnuma mashallah..(2)


tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)


Jiye shaah hussain, jiye shaah hussain..(2)


Jiye shaah, jiye shaah..(2)

5. Aye shahe karbobala..(2)


koi nahi aap sa..(2)


ek hai bus karbala..(2)


sarwar o rehan chalo


leke ye armaan chalo


nazr kare jaan chalo


teri zamee’n mo’alla..(4)


jaane maa jaane maa mashallah..(2)


tu rahegi sadaa insha’allah..(3)

Mashallah mashallah karbala..(4)

Zindabad karbala, zindabad ya hussain..(2)


Jiye shaah, jiye shaah..(2)

Beshak ali ke laal ki mehnat hai karbala


Zehra ke khandaan ki daulat hai karbala


jo bhi yaha’n hussain ka zawwar ban gaya


hurr bangaya koi, koi mukhtaar ban gaya

Karbobala sayebaa’, karbobala paasbaa’n, karbobala noor e jaa’n


saari zameeno ki maa


ishq o mohabbat ka nisha’n


farsh pe hai arsh jahaa’n


jannat e arzi ka samaa


dee’n panaah, sajda gaah, madresa, darsgaah, hal yazah, hal ataah

tu hai dayaar e hussain


mashallah mashallah


tu dil e zahra ka chayn


mashallah mashallah


rooh e dil e mashraqain


mashallah mashallah


tere liye har dua


inshallah inshallah


tere liye har sadaa


mashallah mashallah


jaari rahegi sadaa


mashallah mashallah

Karbala karabala..(2)


Hai hamari darsgaah


Karbala karabala


haq ka seedha raasta


Karbala karabala


Ibadato ka raabta


Karbala karabala


har ek hurr ki rahnuma


Karbala karabala


hussainiyat ka madrassa


Karbala karabala


Baqa e harf e laa ilaah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Hussain jiska baadshah


Karbala karabala


Labbaik ya hussain…..

https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html
class='post hentry'>
''''''''''''''
https://www.humaliwalayazadar.com/2019/10/imamia-jantri-2020.html

Abbas Jo Zinda Hai Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2018

Abbas a.s Jo Zinda Hai


Abbas a.s

Bawafa ya Abbas a.s (2)

Abbas a.s Abbas a.s Abbas a.s (2)


Mehfooz Qafila Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai (2)

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Iss Noori Karwaan Main Noori Amariyaan Hain

Noori Amariyon Main (Noori Sawariyaan Hain) 2x

Sar Par Alam Khula Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Namehramo'n Ka Majma Hat Hat Ke Hai Guzarta

Pehrey Main Bawafa a.s Ke (Tey ho Raha Hai Rasta) 2x

Kiya Shan O Dabdaba Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Abbas a.s Jaisa Bhai Salar-e-Kaarwaan Hai

Bolay Hussain a.s Mujhko (Phir Koi Gham Kahan Hai) 2x

Har Gham Ki Ye Dawa Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Zainab s.a Haya Ki Malka Kulsoom s.a Aur Ruqayya s.a

Laila s.a Rabab s.a Farwa s.a (Kubra s.a Sakina s.a Fizza s.a) 2x

Har Bibi s.a Ba Rida Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Asghar a.s Se Kheylti Hai Khush Hai Bohat Sakina s.a

Jab Chahti Hai Sona (Hai Baba Jaan Ka Seena) 2x

Gham Se Na Aashna Hai Abbas a.s Jo Zinda Hai

(Abhi Door Karbala Hai) 3x (Abbas a.s Jo Zinda Hai) 2x


Abbas a.s Abbas a.s Abbas a.s (2)

Abbas a.s Jo Zinda Hai
https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html
class='post hentry'>
''''''''''''''
https://www.humaliwalayazadar.com/2019/10/imamia-jantri-2020.html

Zahra Terey Gulshan Noha Lyrics Ali Shanawar & Ali Jee 2018

 
Gulshan-e-Zahra s.a


Gulshan-e-Zahra s.a Gulshan-e-Zahra s.a

Fatima Zahra s.a

Gulshan-e-Zahra s.a Gulshan-e-Zahra s.a


Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai

Har Phool Ne Sar De Ke Islam Ko Pala Hai

Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai


Afsos Musalmano Aashur Ko Maqtal Main

Qura'an Key Paro'n Ko Naizo'n Pe Uchhala Hai

Har Phool Ne Sar De Kar Islam Ko Pala Hai

Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai


Aye Mout Kabhi Tu Ney Zainab s.a Se Nahi Poocha

Athhara Baras Kaisey Iss Sheyr Ko Pala Hai

Har Phool Ne Sar De Kar Islam Ko Pala Hai

Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai


Bus Qabar Hi Zahra s.a Ki Doobi Hai Andheyro'n Main

Halankey Madiney Main Har Simt Ujala Hai

Har Phool Ne Sar De Kar Islam Ko Pala Hai

Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai


Sarka-e-Muhammad s.a.w.w Hon Ausat Hon Ke Aakhir Hon

Zahra s.a Key Charagho'n Se Har Simt Ujalaa Hai

Har Phool Ne Sar De Kar Islam Ko Pala Hai

Zahra s.a Terey Gulshan Ka Har Phool Nirala Hai


Fatima Zahra s.a


(Gulshan-e-Zahra s.a Gulshan-e-Zahra s.a) 2x
https://www.humaliwalayazadar.com/2020/08/new-nohay-2021.html
class='post hentry'>
''''''''''''''
https://www.humaliwalayazadar.com/2019/10/imamia-jantri-2020.html

Koi Nahi Hussain Ka Noha Lyrics Nadeem Sarwar 2018

Koi Nahi Hussain a.s Ka


Hungam-e-Asr Ka (Manzar Hai) 2

Na Ghazi a.s Na Koi (Lashkar Hai) 2


Wa Ghurbataa (Ayi Wa Ghurbata) 2


(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beganey Dais Main) 2

(Hal Min ki Hai Sada) 2x Koi Nahi Hussain a.s Ka

(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2


Hai Asr Ka Samaa Rota Hai Aasmaan

Hai Aakhri Azaan Gham Sey Hai Neem Jaan

Hussain a.s Ya Hussain a.s

Hussain a.s Badshah

Akela Reh Gaya

Wo Ghar Luta Chuka

Bacha Key Deen Tera

Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda

(Kunba Ujar Gaya) 2 Beygane Dais Main

Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main

(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka

(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2

Laashey Uthha Chuka Ghar Bhi Luta Chuka

Har Aik Laash Per Aansu Baha Chuka

Hussain a.s Ya Hussain a.s

Hussain a.s Badshah

Akela Reh Gaya

Wo Ghar Luta Chuka

Bacha Key Deen Tera

Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda

(Rota Hai Zuljanah) 2 Beygane Dais Main

Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main

(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka

(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2



Laakho'n Main Ghir Gaya Mazloom-e-Karbala

Dey Kis Ko Ab Sada Ghazi a.s To So Gaya

Hussain a.s Ya Hussain a.s

Hussain a.s Badshah

Akela Reh Gaya

Wo Ghar Luta Chuka

Bacha Key Deen Tera

Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda

(Lashkar Bichhar Gaya) 2 Beygane Dais Main

Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main

(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka

(Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main) 2



Zainab s.a Ki Thi Sada Aye Wa Musibataa

Nana s.a.w.w Tera Hussain a.s Ghorey Se Gir Gaya

Hussain a.s Ya Hussain a.s

Hussain a.s Badshah

Akela Reh Gaya

Wo Ghar Luta Chuka

Bacha Key Deen Tera

Khuda Ay Khuda Ay Khuda Ay Khuda

(Zainab s.a Ki Thi Sada) 2 Beygane Dais Main

Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main

(Halmin Ki Hai Sada) 2 Koi Nahi Hussain a.s Ka

Koi Nahi Hussain a.s Ka Beygane Dais Main



Wa Ghurbata (Ayi Wa Ghurbata) 3